Sunday 28 August 2011

Top best Funny Hindi Jokes

Aaj …
Aaj…… Aaj Ek Sweater Aur Pehen Lo…
Aaj Ek Razai Aur Odh Lo… .
Aaj Ek Mufler Aur Lapet Lo…
Aaj Do Moze Aur Pehen Lo…
Aaj Ek Kehwa Aur Pii Lo…
Aaj Ek Heater Aur Chala Lo…
Kya Pata….
Kal Thand Ho Na Ho ! !!
-----------------
Ladka bola :
Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga,
Mohabbat agar ek se hogi to hazaron ka kya hoga.

Ladki boli:
Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi,
Mohabbat ek se hoti hai, hazaaron se nahi.
---------------
ladka bola :
kash ein hasinao ke baap mar jate,
bahana gam ka hota, hum inke ghar to jaate.

Ladki boli:
Bewkoof, Yeh bolana bhi paap hoga,
kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga.
Irshaad…..Irshaad…………..
-----------------
door se dekha to tera chehra nazar aaya
door se dekha to tera chehra nazar aaya
paas aane ki himmat hi nahi hui.
-----------------
Khud ko kar buland itnaa..
Ke’ Himaalay ki choti pe jaa pahunche..
Aur khuda tumse puche..
‘Abe gadhe… ab utrega kaise
------------------
Aisa bhi nahin hai ke, I don’t like your face ,
Par dil ke computer mein, nahin hai enough disk space
-------------------
Tumse mila main kal to, mere dil mein hua ek sound,
Lekin aaj tum mili to kehti ho: Your file not found!
-----------------
Door se dekha to paani baras raha tha
Door se dekha to paani baras raha tha
Paas gaya… to bheeg gaya…
-------------------
Tere pyaar ki roshni aisi hai ki
har taraf ujaala nazar aata hai
sochta hu ki ghar ki bijli katwa du
kambaqt bill bohat aata hai..
--------------------
Arz kiya hai…..
Aaj-kal aapke SMS aana band hai
wah wah! wah wah!
Aaj-kal aapke SMS aana band hai
khafa ho humse ya balance kam hai?
ha ha ha ha…..
-------------------
Page : (1) (2)

No comments:

Post a Comment